Bewafai SMS in Hindi 140 Characters – Fraud in Love SMS in Hindi – Bewafa Messages


Bewafai SMS in Hindi 140 Characters


girl said…..

ek wada tha tera har wade k piche, tu mile ga mujhe har darwaze k piche,
par tu hi bewafa nikla, ek tu hi na tha mere janaze k piche…….

boy replied….

ek wada tha mera har wade k piche,
main miloon ga tujhe har darwaze k piche,
par tu ne mur k na dekha,
ek aur janaza tha tere janaze k piche….

**********************************************************

Tere Chokhat Say Sur Uthaon Tu Beswafa Kehna

Tere Siwa Kissi Or Ko Chahon Tu Bewafa Kehna

Mere Wafaon Pe Shaq hai tu Khanger Utha Lena

Shoq Say Mar Na Jaon Tu Bewafa Kehna !!

**********************************************************

Is jahan me mohabbat kash na hoti,
To safar-e-zindagi me mithas na hoti!
Agar milti BEWAFA ko sazae maut,
To diwano ki kabre yu udas na hoti!!

**********************************************************

Berhana shakhon ka jangle garra tha tha anhkon main
Wo raat thi k kahin chand ka guzar hi na tha
Tumharay sheher ki har chaun mehrbaan thi mager
Jahan pay dhoop karri thi wahan Shajer hi na tha…

**********************************************************

Na poch mere sabar ki intiha kahan tak hai
Tu sitam karlay Tere taqat jahan tak hai
Waffa ki umeed jinhain hogi unhain hogi
Humain tu dekhna hai Tu Bewafa kahan tak hai. …..

**********************************************************

kabhie chiraagh to kabhi teergi se haar gaye
hum bad naseeb the jo har kisi se haar gaye
ajeeb khel ka maidaan hai ye duniya bhi
k jisko jeet chuke the ussi se haar gaye!