Short Bewafa SMS in Hindi – Bewafai ka Pyar SMS in Hindi – Bewafa Love Messages in Hindi


Short Bewafa SMS in Hindi

**********************************************************

Kabhi jis dil mein naam hamara dhadakta tha,
Jin aankhon mein kabhi hamare hi sapne hote the,
Jin hothon par har waqt hamara hi naam hota tha,
Aaj wahi dil, wahi aankhe, wahi sab begane se lagte hain.
Shayad wus dil ki kasti ko naya manjhi mil gaya,
Apna kya, hamne to kinare se dosti kar li.

**********************************************************

Bewafa sanam se to cigarette achhi,
Dil jalati hai magar hothon se to lagati hai

**********************************************************

Mat karo in hasino se pyar, ye mitti mein mila deti hain,
Ye itni bedard hoti hain ke bina kafan ke jala deti hain

**********************************************************

Yeh meri talash ka jurm hai,
Ya meri wafa ka kasoor,
Jo dil ka jetne kareeb hai,
Woh nazar se utna hi dur hai

**********************************************************

Is zindagi ne diya hai hume hazar dukh
Pyar jab jab kiya pyar ne dhoka diya hazar baar
Aaj bhi dil dhadakta hai humara
Dar lagta us hawa k jhonka se jo apne sath khushian lati hai